P K Singh Author

P K Singh Author Author of GST books, edu. books and Novels (English and Hindi),speaker, practitioner & Entrepreneur.

12/08/2026

Sanatan Dharm me varn vyvastha hain jo karm ke aadhar par hain. Charon varn karm ke aadhar par decide hote hain. sacha Kshatriya wahi hai jo samaj mein kisi bhi tarah ke anyay, atyachar aur bhedbhav ke khilaf khada ho kar piditon aur asahay logon ki raksha kare. ki ladai jari hain kyonki ye bhedbhav aur atyachar ke khilaf ladai hain. Jai Shree Ram

12/08/2026

देखिये और सुनिये 7 वर्ष की Griti सिंह तपस्या को और UGC के काले कानून के khilaf उसका विचार और साथ में समानता के बारे में ग्रिटी के विचार

12/08/2026

पिछड़े और गरीब सभी जातियों में हैं l सेप्टिक टैंक में शटरिंग खोलने के लिए उतरे दो मजदूरों की मौत, जहरीली गैस से मौत से मचा हड़कंप l Samanya varg me bhi utni hi garibi hain jitna SC ST and OBC me hain

12/08/2026

भेदभाव और अत्याचार के खिलाफ बोलना और वो भी सरकार के खिलाफ और उस सरकार के खिलाफ जिससे सभी पत्रकार, बुद्धिजीवी डरकर चुप हैं ये दो महान महिला aur apni batein bina dare aur tark ke sath rkh rhi hain. Samanya varg ke logo ko inka sath dena chahiye. Jai Hind Anuradha Tiwari Official Neha LalDas Reservation Hatao Andolan (RHA)

11/08/2026

Politicians swarthi hota hain students protests se sarkar aur vipaksh dono ki poll khul gyi

11/08/2026

Hm honge kamyab UGC ka kala kanoon hatane me hoga

11/08/2026

UGC ke kale kanoon ke khilaf jab ladai shuru huyi the to kam log the lekin ab ke liye croro log aawaj utha rhe hain

11/08/2026

August Kranti British Shasan ke khilaf hua tha aur ke liye August Kranti ki jarurat British mansikta wali sarkar ke khilaf jaruri hain jo apne hi logo ko divide aur bhedbhav kar rhi hain.

10/08/2026

Jab family members birthday bhul jaye aur secret surprised party dekar unko yaad dilana..fun hain..surprised..excitement, little bit guilty but fun

09/08/2026

Negativity fast spread karti hain aur negative news par charcha bhi khub hoti hain

Address

Hyderabad

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when P K Singh Author posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Shortcuts

Share