07/09/2026
E-Way Bill mein gaadi number galat type ho gaya? Truck detain nahi hoga! ๐โ
Agar invoice aur baaki saare documents bilkul sahi hain aur vehicle number mein sirf 1 ya 2 digits ki typing mistake (clerical error) hui hai, toh GST officers aapka truck Section 129 ke tehat detain nahi kar sakte.
CBIC Circular No. 64/38/2018-GST saaf kehta hai:
* Aise minor errors tax evasion ki category mein nahi aate.
* Section 129 ki bhaari penalty nahi lagegi.
* Sirf Section 125 ke under standard penalty apply hogi:
* โน500 CGST + โน500 SGST (Intra-state)
* โน1,000 IGST (Inter-state)
Penalty pay karte hi gaadi turant release kar di jaayegi.
Apne transporter aur business friends ke sath yeh video zaroor share karein taaki bewajah harassment aur delay se bacha ja sake! ๐ฒ
Save this reel for your next transit dispute! ๐
GSTNotice TaxLawyer BusinessCompliance GSTOfficers IndianTax GSTReels
Instagram Reel viral trending ootd